Language | Hindi |
Album | Bhool Chuk Maaf |
Chor Bazari Do Nainon Ki
Pehle Thi Aadat Jo Hatt Gayi
Pyar Ki Jo Teri Meri
Umra Aayi Thi Woh Katt Gayi
Tu Bhi Tu Hai Main Bhi Main Hoon
Duniya Saari Dekh Ulat Gayi
Tu Na Jaane Main Na Jaanu
Kaise Saari Baat Palat Gayi
Ghatni Hi Thi Yeh Bhi Ghatna
Ghat’te Ghat’te Lo Yeh Ghat Gayi
Haan Chor Bazari Do Nainon Ki
Pehle Thi Aadat Jo Hatt Gayi
Jhoomariya Jhoomariya Manwa Ban Baaghi Sa
Jhoomariya Jhoomariya Tanwa Bedagi
Man Mera Dhad Dhad Dhad Dhadkaye
Koyi Na Phir Sar Sar Sar Chadh Jaaye
Kasam Se Baazi Haath Na Apne Aaye
Nain Agar Lad Jaaye
Taareef Teri Karna Tujhe Khone Se Darna
Haan Bhool Gaya Ab Tujhpe Din Mein
Chaar Dafa Marna
Taareef Teri Karna Tujhe Khone Se Darna
Haan Bhool Gaya Ab Tujhpe Din Mein
Chaar Dafa Marna
Pyar Khumari Utri Saari
Baaton Ki Badli Bhi Chhat Gayi
Hum Samay Pe Aaye Aise
Mujhko Toh Main Hi Main Ratt Gayi
Ek Hue The Do Se Dono
Dono Ki Ab Rahein Batt Gayi
Ho Chor Bazari Do Nainon Ki
Pehle Thi Aadat Jo Hatt Gayi
Badi Hi Nain Ladaake Se
Lade The Roz Bazaaron Mein
Kisi Ko Dhoond Hi Lete The
Sadak Pe Roz Hazaaron Mein
Behas Nahi Kam Kam Kam Karte
Na Ab Yeh Gham Gham Gham Karte
Badal Gaye Dheere Dheere Do Naina
Mera Kya Kya Kya Kehna
Haan Chor Bazari Do Nainon Ki
Pehle Thi Aadat Jo Hatt Gayi
Ek Ghut Mein Duniyadari
Ki Main Saari Samajh Nigal Gayi