Singer | Jubin Nautiyal |
Language | Hindi |
Album | Aankhon Ki Gustaakhiyan |
Tu Mere Paas Hai
Tu Bahut Door Tha
Laut Ke Aa Gaya
Jaise Mera Jahaan
Sochte The Tumhe
Hum To Shaam O Sehar
Khwab Poora Hua
Laayi Humko Yahaan
Aankhon Ki Gustaakhiyaan
Aankhon Ki Gustaakhiyaan
Laayi Hai Humko Yahaan
Aankhon Ki Gustaakhiyaan
Gustaakhiyaan Ho O..
Hue The Deewaane
Pyaar Mein
Kitne Tanha The Yaar
Hum Tere Bina
Hum Tere Bina
Jeete To The Hum
Lekin Saansein Kahaan Chalti Thin
Tere Bina
Hmm Tere Bina
Kismaton Se Mila
Jannaton Ka Raasta
Ab Likhegi Daastan
Betaabiyaan
Aankhon Ki Gustaakhiyaan
Aankhon Ki Gustaakhiyaan
Aisi Thi Betaabiyaan
Aankhon Ki Gustaakhiyaan
Gustaakhiyaan Ho O O
Ho O O..
Aankhon Ki Gustaakhiyan
Aankhon Ki Gustaakhiyan
Gustaakhiyaan